Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

 



Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab
Sadqa Hussain Ka Suno, Ham Sab Ilteja Zainab

Shabbir Ri Ki Raza Mai Teri Razi Hai Shaamil
Tera Sabr To Mola Shabbir Sahiba Mil
Tu Fatima, Tu Haider
Tu Hassan-e-Mujtaba

Tu Ghairat Panjetan Hai Tu Binte Abu Talib Kar Ham Pai Karam Aisa Muskil Pai Ham Ho Ghalib
Mushkil Kusha Ki Beti
Kar Mushkil-e-Kusha Zainab

Ban Kai Hussain Ki Hai Abid Ki Rehnumai
Laila Nay Ali Nay Di Tareekh Ki Gawahi
Tu Fatima, Tu Ismat
Tu Ayat-e-Khuda Zainab

Tu Faath Shaam Bibi Tujh Sai Imam Bibi
Har Aik Tere Dar Pai Haajat Tamaam Bibi
Har Aik Pursadaar Ko
Ab Shaam Mai Bula Zainab

Khaime Mai Mole Ne Jab Akbar Ki Tilwat Ki
Qasim O Ali Asghar Wo In Sai Khitabat Ki
Shabbir Ka Bani To
Us Baat Hosila Zainab

Laiker Dua Aaye Tere Dhar Pai Azaadaryai
Tere Bhaiyyo Kai Behto Kai Aaye Haijo Ghamkhaar Yai
Ho Mustajaab Sab Nai
Maangi Hai Jo Dua Zainab

Tu Woh Ali Ki Beti Jo Shaam Mai Ali Hai
Tere Hi Sadqe Bibi Mushkil Jo Hal Huwi Hai
Mamnoon Hai Jo Tera
Khud Rabbay Kibriya Zainab

Popular posts from this blog

Is baat se zahir hai rutba ali akbar ka Soz Lyrics Mir Hasan Mir 2005

Is baat se zahir hai rutba ali akbar ka..(2) Hota hai azaano me charcha ali akbar ka ..(2) 1. Ae hurr teri qismat ne, kyu aaj ye karwat li ..(2) Kya subho ko dekha tha chehra ali akbar ka 2. Shabbir jhulate the abbas ke jhule ko ..(2) Abbas jhulate hai jhula ali akbar ka 3. Pucha gaya yusuf se jab husn ke baare me ..(2) Has kar kaha ye to hai sadqa ali akbar ka ..(2) 4. Laila ne kaha baithu, kis tarha mai saye me ..(2) Phirta hai nigaaho me chehra ali akbar ka ..(2) 5. Pucha gaya jab sheh se kyu kham hai kamar maula ..(2) Bole ke uthaya tha laasha ali akbar ka ..(2) Hota hai azaano me charcha ali akbar ka ...Shared using Nauha Lyrics

Salaam Us Pe Jo Karbal Basa Ke Soya Hai Soz Lyrics Hasan Abbas 2019

SALAAM US PE JO KARBAL BASA KE SOYA HAI Salaam us pe jo karbal basaa ke soya hai Durood us pe jo ghar ko luta ke soya hai Salaam us pe jo khud to ujad gaya lekin Khuda ke deen ki basti basa ke soya hai Ham us husain ko dil se salaam karte haiñ Jo khud ko marziy e haq par mita ke soya hai Salaam us pe ke seh roz khud raha pyaasa Magar jo pyaas wafa ki bujha ke soya hai Hamaare sar pe hai ahesañ janaabe hur ka jo Hunar najaat ka jag ko sikha ke soya hai Salaam karte haiñ us chhe maheene waale ko Ke teer kha ke bhi jo muskuraa ke soya hai Durood un pe ke jin ko habeeb kehte haiñ Jo apne yaar se yaari nibha ke soya hai Hamaari jaaneiñ ho qurbaan husn waale par Jigar pe neze ka jo zakhm kha ke soya hai Salaam syed e sajjad par jo duniya meiñ Gham e husain ki duniya bana ke soya hai Durood us pe ke karbobala ki dharti par Jo laaelaah ki qismat jaga ke soya hai 'Hasan' yun jee ke maro ke kahe ye kal duniya Charaagh e zikr e bahattar jala ke soya hai ...Shared using Nauha Lyrics